Hi Santosh.,
yaar CATIA masst software hai,particularly for engineers,
aap kaha tak seekhe hain isko,aur aapne catia kya college se seekha ya alag se classes lagayi thi,
yaar mai bohat bada fan hoon catia software ka,
ek cheez bata sakta hai kya,
dekh maine abhi abhi teri tarah alias studio software shuru kiya hai seekhna aur sach me ye masst software hai,
aur alias studio ka data asaani se CATIA me transfer kiya ja sakta hai,bahut compatible software hai Alias,and even CATIA,
to mera sawal ye hai,ki kya software 3d design data ka use mould banane me kiya ja sakta hai,
actualy hum ek choti si company hain,aur hum designing karte hain,lekin hum mould nahi banate aur mould k liye hume bahari vendors se baat karna padega,
to bata kya 3d data hi sirf mould design me kaam ata,i mean hum unhe apni designs agar dein to kya wo ek dum accurate dhaasu mould bana sakenge,
tere reply ka intezar rahega,
and bro be in touch,i may hav work for u!